Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMere Mehboob Tujhe
HomeMere Mehboob Tujhe
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


mere mehboob tujhe meri muhabbat ki qasam mere mehboob tujhe meri muhabbat ki qasam phir mujhe nargisi aankhon kaa sahaaraa de de mera khoyaa hua rangeen nazaaraa de de mere mehboob tujhe meri muhabbat ki qasam bhool saktii nahin aankhen wo suhanaa manzar jab teraa husn mere ishq se takraayaa thaa aur phir raah mein bikhre thei hazaaron nagmein main wo nagmein teri aawaaz ko de aayaa thaa saaze dil ko unhin geeton kaa sahaaraa de de mera khoyaa hua rangeen nazaaraa de de mere mehboob tujhe meri muhabbat ki qasam yaad hai mujhko meri umr ki pehli wo ghadi teri aankhon se koi jaam piyaa thaa maine meri rag rag mein koi barq si leharai thi jab tere marmarii haathon ko chhuaa thaa maine aa mujhe phir unhin haathon kaa sahaaraa de de mera khoyaa hua rangeen nazaaraa de de mere mehboob tujhe meri muhabbat ki qasam maine ik baar teri ek jhalak dekhi hai meri hasrat hai ke main phir tera deedaar karun tere saaye ko samajh kar main haseen taaj mahal chaandani raat mein
mere mehboob tujhe meri muhabbat ki kasam mere mehboob tujhe meri muhabbat ki kasam phir mujhe nargisi aankhon ka sahaara de de mera khoya hua rangeen nazaara de de mere mehboob tujhe meri muhabbat ki kasam aye mere khaab ki taabeer meri jaane ghazal zindagi meri tujhe yaad kiye jaati hai raat din mujhko sataata hai tasavur tera dil ki dhadkan tujhe aawaaz diye jaati hai aa mujhe apni sadaaon ka sahaara de de mera khoya hua rangeen nazaara de de mere mehboob tujhe meri muhabbat ki kasam yaad hai mujhko meri umr ki pehli wo ghadi teri aankhon se koi jaam piya tha maine meri rag rag mein koi barq si lehraayi thi jab tere marmari haathon ko chhuaa tha maine aa mujhe phir unhin haathon ka sahaara de de mera khoya hua rangeen nazaara de de mere mehboob tujhe meri muhabbat ki kasam saamne aa ke zara parda utha de rukh se ek yahi mera ilaaz e ghum e tanhaayi hai teri furqat ne pareshaan kiya hai mujhko ab to mil jaa ke meri jaan pe ban aayi hai dil ko bhuli hui yaadon ka
mere mehboob tujhe salaam mere mehboob tujhe salaam mere mehboob tujhe salaam salaam salaam salaam mere mehboob tujhe salaam mere mehboob tujhe salaam mushkil mein jaan aayi aaya honthon pe tera naam mere mehboob tujhe salaam waah mere mehboob tujhe salaam tera jalwa khoob tera parda khoob kya parda kya jalwa ye dil tujhse hai mansoob mere mehboob tujhe salaam mere mehboob tujhe salaam salaam salaam salaam mere mehboob tujhe salaam mere mehboob tujhe salaam mera habeeb tu hai mera naseeb tu hai mera habeeb tu hai mera naseeb tu hai dar ka fakeer hoon main banda aseer hoon main tujh pe meri nazar hai mujh se tu bekhabar hai tujhpe meri nazar hai mujh se tu bekhabar hai main apne meharbaan se ab kya kahun zubaan se aahon se ishq mein lete hain aashiq zubaan ka kaam mere mehboob tujhe salaam waah mere mehboob tujhe salaam salaam salaam salaam mere mehboob tujhe salaam mere mehboob tujhe salaam hai intezaar mushkil sooni hai dil ki mehfil kab teri deed hogi maston ki
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Mere Mehboob Tujhe Mere Mehboob (1963) 06:58 13733
 
Poster of Mere Mehboob (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Raag- 
Jhenjhuti
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 06:58   Song Number : 13733   

Mere Mehboob Tujhe (Female) Mere Mehboob (1963) 04:55 13732
 
Poster of Mere Mehboob (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 04:55   Song Number : 13732   

Mere Mehboob Tujhe Salaam Baghavat (1982) 06:11 35904
 
Poster of Baghavat (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dharmendra, Reena, Hema Malini
Duration : 06:11   Song Number : 35904